Wahhabi k Fareb Hanafiyon k khilaf:


Wahhabiyon ka Fareb:

FIQA E HANAFI KI KITABON PARR....................................AHL E HADEES , SUNNIYON KO DHOKA DENE KE LIYE………………

AUR HANFIYON KO UN KE MAZHAB SE NAFRAT DILANE KE LIYE UN KI KITABON SE FAREB DETE HAIN,TAKEY SUNNI MUSALMAN KITABON SE DHOKA KHAKAR HANFIYAT SE NAFRAT KARNE LAGE.

IS LIYE YAHAN PAR UN KE Kuch FAREB PESH KIYE JAATE HAIN TAKEY LOG INKI AYYARI AUR MAKKARI KO SAMAJH SAKEIN……-------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAAZ NO 1…

LIKHTE HAIN KI , SHEKH ABDUL QADIE JILANI Rehmatullah Aleh NE HANFIYON KOGUMRAH LIKHA HAI ???
KITAAB ………..GHUNYAT-UL-TALEBEEN………………..MAIN???

ANS…….YE ILZAAM HAI.

JABKI SHEKH ABDUL QADIR JILAANI Rehmatullah Aleh NE UN LOGO KO GUMRAH LIKHA HAI……JO AQAEED MAIN …MOTAZALLIYA…THE….MAGAR KHUD KO HANAFEE SABIT KARTE THE…..--------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 2…

LIKHTE HAIN ..PAKHANA YA GOBAR,LAG KAR KHUSHK HO GAYEE, TO RAGADNE SE PAAK HO JAAYE GEE???

FATAWA ALIM GIRI MAIN AESA HI LIKH HAI PAGE 198 PAR???

ANS NO 2…

AALAM GIRI MAIN YE MASLA ZAROOR HAI, MAGAR LIKHNE WALE NE IS MAIN SE LAFZ……..

CHAMREY (Leather) KE MOZEY………..KO CHHOOPA LIYA HAI.

JABKI IBARAT YE HAI KI…….CHAMREY KE MOZEY PAR AGAR PAKHANA YA GOBAR LAG JAAYE TO,SUKH JAANE PAR USKO RAGAD LO ,TO PAAK HO JAAYE GA…………………………….---------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 3…

LIKHTE HAIN KI FIQH HANAFI MAIN ..MUNYAT UL MUSLA KE , PAGE NO 66 PAR HAI KE SUWAR KI KHAAL BHI DABAGHAT SE PAAK HO JAATI HAI ???

ANS...YE BHI Wahhabiyon KI MAKKARI HAI ..SUWAR AUR ADMI KI KHAAL KE ….ILAAWA…..HAR CHEEZ DABAGHAT SE PAAK HO JAATI HAI……………

YAHAN PAR (LAFZ ILAWA)KO HATA DIYA …JIS SE MAAINE (Meaning) TABDEEL HO GAYE……………………..---------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 4…

Durre mukhtar ke page no.205 ke hawale se Wahhabi likhte hain,namaz e janaza aur Eid ke waste ....TAYAMMUM..karna jaiz hai.....jabki paani mijood ho ???

ANS...ji bilkul sahi kaha aap ne ..magar yahan par ek shirt hai ...jis ko aap ne biyaan na kiya jiski wajeh se ibarat ka matlab badal gaya...........

asal ibaarat ye hai ki paani mojood hone ke ba-wajood ghusul ya woozoo karne se namaz e janaza aur namaz e Eid nikal jaaye..to wuzoo na kare ..tayammum karna kaafi hai.............-------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 5...

DURR E MUKHTAR AUR AALAM GIRI KE HAWALE SE YE Wahhabi HANFIYO KO DHOKA DETE HAIN......

jume ki sharton main se ye hai ki ..shehar ho aur hudood e shariya qaim ho..................

asal ibarat is tarah hai ki, ki shehar main aesa ..HAKIM...mojood ho jo hudood e sharya qaim karne par qudrat rakhta ho.........---------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 6...

MAKKAR Wahhabi HANFIYON KO DHOKA DENE KE LIYE KEHTE HAIN KI...
SHREY WAQAYA PAGE214 PAR HAI KI...

khutba jume ka ek tasbeeh (subhan allah) ke barabar ho.............

jabki asal ibarat is tarah hai....

do khutbe hon..jis main ALLAH ki wehdaniyat, Rasool ALLAH (Sallalaho Alehe Wassallam) ki risalat,ki shahadat...phir Rasool ALLAH (Sallalaho Alehe Wassallam) par darood....aur kam se kam ek ayat ki talawat ho................itna hona chahiye aur agar itna na parey to kam se kam ek tasbeeh ki miqdaar khutba shart hai................----------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 7...

HANFIYON KO UNKI KITABO SE NAFRAT DILANE KE LIYE KEHTE HAIN KI ..
munyatul musla....main hai page 50 par ki,.

jab moo kabe ki taraf ho to kaabe ki niyat karna jaaiz nahi..............

jabki asal main ye alfaaz hain ki....jab moo kabe ki taraf ho tab kaabe ki niyat karna shart nahi...........jabki inho ne likh diya ..jaiz ..nahi......-------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 8...

APNA JHOOTA MAZHAB PHELAANE KE LIYE GHALAT TAREEQE SE FIQ HANAFEE KO PESH KARTE HAIN.........

kehte hain ki FATAWA QAAZI KHAN....main hai ki, kisi ne bagher gawaho ke nikah kiya aur keh diya ki humne khuda aur Rasool ko gawah kiya to logo ne kaha ye kufr hai.......................

bilkul sahi ye ibaarat aesi hi hai ..magar is main ek karastaani ki gayee hai ..wo ye hai ki...Qazi khan ye apna hukum nahi laga rahe balki keh rahe hain ki aesa ...LOG...kehte hain...kiyon ki qaazi khan ki ye adat hai ki wo ...QAALOO...us jagah bolte hain ..jahan un ko ye qol pasand nahi hota..............yaani unka ye hukm apni taraf se nahi balki logo ki taraf se hain ,ki wo aesa kehte hain..................----------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 9...

Wahhabi KEHTE HAIN KI FATAWA ALAM GIRI MAIN HAI KI

,imam qiraat kare to muqtadi subhana kalla humma.....padd le................ye adhoori baat pesh ki hai , baat is tarah mukammal hai......

jab imam ahista qiraat karta ho tab muqtadi khamoshi se .....subhana kalla humma.....padd le....................aur agar imam buland awaz se qiraat karta ho to kuch na pade....

lihaza ye bhi ahl e khabeeso ka fareb hai.---------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAZ NO 10...

AUR KHABEES ,KEHTE HAIN KI FIQ HANAFI MAIN ,
KITAB HIDAAYA KA ANDAR PAGE 250 PAR YE IBARAT HAI KI ,...

SUWAR YA KUTTE KI PEETH PAR GHUBAAR HO TO TAYAMMUM JAAIZ HAI.....................

ye bhi in ahl e khabeeso ki makkari hai ....hidaya main aesa koi bhi masla nahi hai ..............
kambakht jhooto ne apna mazhab phelane ke liye...sahab e hidaaya par jhoot baandha hai................------------------------------------------------------------------------------------------

bhaiyon ye ahl e khabees hain...ye logo ko fiqh-e-hanafi se door karne ke liye dhoka dete hain........

kiyon ki yeh jaantey hain ki asal kitaab kon padega..........

phir inka usool us hadees par hai k kisi ne jhoot bola sirf is liye ki jisse uski dushmani hai dosti ho jaaye to wo jhoot nahi hai.........(ye hadees ka mafhoom hai)...

lihaza inka usool ye bhi hai ....jhoot haram hai.....aur taqleed karna shirk hai...

lihaaza agar jhoot ke sahare se kisi ko taqleed karne se rok diya jaaye....to aap na dar asal jhoot ke sahara lekar ek muslim ko mushrik hone se bacha liya........

phir aap ka ye jhoot apni zaati faaide ke liye nahi bola gaya , balki is liye bola gaya hai ki koi mushrik na bane......to ye kaam allah ke liye kiya gaya hai...........jabki dil ki niyat bhali (good) hai......aur Rasool ALLAH (Sallalaho Alehe Wassallam) ki hadees hai .....amal ka dar o madar niyat par hai................

mere bhaiyo,ye itni khbees qom hai ..jis ke andar har tarah ki makkari mojood hai......fiqh-e-hanafi ki kitabo ko ghalat tareeqe se sirf is liye pesh karte hain ki kisi tarah...HANFIYAT..se logo ko nafrat ho jaaye...........

hadees ke tarjume pooore nahi likhte aaimma e tafsee ki kitabo main ....unke qol ko badal rahe hain........khuda ke waste inki baato par bharosa na karo............zara socho ,agar fiqh-e-hanafi main aesa kuch hota to kya tum......fiqh-e-hanafi ki masjido main usko hota hua na paate????

Loading
Facebook Delicious Digg Stumbleupon Favorites More

 
Site Best Viewed in Google Chrome, Mozilla Firefox and Internet Explorer