Deobandiyo ka ye aqeedah hai ki huzoor صلی اللہ علیہ وسلم mar ke mitti mein mill gaye hain (Ma'azallah) aur aaiye dekhiye inki kitaabo me likha hain ki unka molvi apne marne ke baad madrasa deoband me aaya tha..
Ab aap bataiye ke Agar koi sunni sahihul aqeedah shaks ye aqeedah rakhe ki huzoor صلی اللہ علیہ وسلم apni kabre anwar me zinda hain (aur beshak sarkaar صلی اللہ علیہ وسلم zinda hain) to deobandi usko mushrik aur galat kehta hain.. aur jab inke molvi ki baat aati hain to uska molvi apni kabr se bahar bhi aata hain aur madrasa deoband me bhi jaata hain... Koi inse ye pooche ki is waqiye ko kitaab me likhne waale ko wo mushrik samajhte hain ya nahi???