Kabr ki mitti se madad


Book Name :- Arwahe Salasa
FRONT PAGE

PAGE NO. 322-323


Hamare jin ahbab ko urdu padhna aata hain wo to khud book me padh sakte hain but me iska english translation bhi yaha bata deta hu taaki wo log jinko urdu sahi se nahi aati unke liye aasani ho jaye..

“ Mawlana Moinuddin sahab was the eldest son of Mawlana Yaqoob. He narrates one miracle ( karamat) of Mawlana Yaqoob which took place after his death. He said , during one winter season , a large population of the town of Nanot was suffering from a type of fever. Who ever used to take soil from the grave of Mawlan (yaqoob) and tie ( on their body) used to surely get healed. ( Mitti le ja kar bandh leta usey HEE araam ho jata).People took so much soil from the grave that when ever I used to put fresh soil on the grave , it used to be taken away by the people in no time. I was fed up from putting soil again and again on his grave . So I went to his grave and said “ you are doing miracle ( karamat) but I am suffering. Remember , if any one gets healed this time , I will not put any soil over your grave . You will remain like this and people will step over your grave with their shoes” ( This son was hot tempered). After that day , no one got healed from the soil. The news of this healing was spread very fast and


Ab main aap sabse ye poochna chahta hu ki agar koi sunni sahihul aqeedah musalmaan kisi buzurgane deen ki mazaar par jaye to deobandi kehta hai ki ye shirk krta he aur najaiz hain. Ab agar ye inke nazdik galat hai to ye log khud ye kaam kyu karte hain? Aur karne ki baat to apni jagah, in baaton ko apni kitaabo me bhi likhte hain.. Ek taraf khud kehte hain ki mazaar par jaa ke waseelah lena galat hain aur ab khud wahi kaam kar rahe hain aur apni kitaabo me bhi usko likh diya... Ye dogla pan kyu???

0 comments:

Loading
Facebook Delicious Digg Stumbleupon Favorites More

 
Site Best Viewed in Google Chrome, Mozilla Firefox and Internet Explorer